Monday, November 3, 2008

Love Guru

This is about someone in the wing (Playboy!!).He went to hyderabad this time and again met the SHAASTRA girl. I just asked him some questions and the replies were really great.

Me: Tere ko kya lagta hai pyaar hua hai kya ?
X: Haan ek baar aur aisa feel hua tha kabhi is baar bhi waisa lag raha hai.

Me: To bol deta na usko
X: Yaar pichle baar sach bola tha usne mana kar diya aur agar is baar bhi sach bola to kahin mana na kar de.Yaar jab bhi jhoot bola hun ladki pati hai be .

Me:Kyoun?
X: Jhoot bol kar ladki patana aasaan hai be .

Me: To bata de na usko kya problem hai ?
X: iske chakkar mein mujhe sare affairs band karne padenge , isliye mujhe lag raha hai ki isko pack marun ya nahin.

Me: tujhe kya lagta hai uska kya stand hai ?
X: Yaar sahi lag raha hai sab , bus stand par bhi she was searching me and poore time kaha ki mujhe accha lag raha hai tumhare saath.

No comments: